Care Of Arms And Elbow
Do you like this story?
Hathon ki Hifazat
Khawateen ko jism ke dusre hison ki tarh bazuyon ko bhi khususi tawajjah deni chahiye in ko hamesha behtar halat mein hi rakhna chahiye. | |
Bazuyon par Lagane Wali Cream:Bazuyon ko achi halat mein rakhne ke liye ghar par cream banana ka tareeqah yeh hai do andon ki sufaidi (egg white) ko aik arq-e-gulab mein chand second tak ubaalain phir ¼ spoon phitkiri ka powder milayain aur phait’te rahain keh woh cheep dar ho jaye is lep ko bazuyon par lagayain aur kam az kam 1 hour tak laga rahne dain.Aap apne bazuyon ki malish kisi bhi aisi cream ya lotion se kar sakti hain jo aap apne chehre ke liye istemaal karti hai. |
Agar bazuyon par buhat ziadah baal hon to mazeed ahtiyat ki zarurat hai. Balon se nijat hasil karne ke liye aap cold cream laga sakti hain aisa karne se aap ke bazu chikne aur chamakdar ho jayein gey aisa karte rahne se bazuyon par baal buhat kam ugain gey.
Elbow (kehnia’n):
Agar kohni (elbow) khurdari hon to who nazar aati hain yun who narm aur chikne bazuyon ke asar ko bhi zayal kar deti hain. Is liye aap lemun ka arq ka istemaal baqaidgi se karain lemun ka arq kehniyon par lagane se who white aur narm ho jati hai.

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Care Of Arms And Elbow”
Post a Comment