Face Polish Method in Urdu (Skin Polish ka Tareeqa)
Do you like this story?
Face polish karne ke liye pehle garam pani se apna chehre nam karein aur koi narm asar exfoliator le kar dairon ki surat mein chehre par masaj karein. Tahum aankhon ke ird gird hissay ko chor dein. Agar aap acne ka shikar hain tab apni jild ki munasbat se halka aur narm asar exfoliator istemaal karein.
Body polishing ke liye apne bathroom mein steem bharein aur garam pani ka shower lein. Phir jism par zaitoon ka tail (oil) laga kar isay 10 minute ke liye jild mein jazb hone dein. Is ke baad polishing cloth ki madad se sugar body scrub halke hath se dairon ki surat mein jism par malein. Ghutnon, kehniyon (elbow) aur ariyon ko jhanway ki madad se saaf kar lein. Lekin is say pehle Vaseline lagana na bhu lein. Phir neem garam pani se jism dho lein aur pani khushk karne ke baad koi |
acha sa body lotion laga lein. Lekin yaad rahe keh skin polish ke baad jism ko towel se na ragarein balkeh thap thapa kar khushk karein.
Skin polish ke silsilay mein aik asool yaad rakehin keh polishing hameshah narmi se anjam dein aur haftay mein do martabah se ziadah is amal ko na dohrayein.
Aap ne ghar par skin polish karne ka tarika jaan lia, ab hum aap ko kuch aisay qudrati ajza ke bare mein batate hain jin ki madad say na sirf behtareen skin polish kar skein gi balkeh chemical ke muzir asrat se bhi bachi rahein gi.
Brown sugar------- 1 cup
Jojoba oil --------- ½ cup
Orange oil ---------- 1 tbsp
Vitamin E capsule --------- 4 or 5
In tamam chezon ko shishay kay pyala mein mix karein aur oper diye gaye tarikay ke mutabiq body scrub ke tor par istemaa karein.
Sugar aur Strawberry Scrub:
2 Straw berry ko kuchal kar ------1 tbs
Almond oil ------------1 tsp
Suger -------------- 2 tsp milayein aur body scrub ke tor per istemaal karein.
Bleaching soda, Elovera
Bleaching soda ---------- 2 tbsp
Elovera gel -------- hasb e zaroorat
Dono ko mix kar ke body scrub tiyar karein aur tarika ke mutabiq istemaal karein.
Ubtan:
Gandum ka aata (wheat flour) ---------- 2 tbsp
Haldi------------ ½ tsp
Olive oil ------ ½ milayein, behtareen ubtan scrub tiyar hai.
Face Polich
Shehad ---------- 1 tsp,
Dry milk------- 1 tsp
Haldi (turmeric powder) ------------- 1 pinch
Lemon juice ------------- ½ tsp
Le kar in tamam ajza mein glasreen shamil kare lein lekin agar aap ki jild oily hai to glasreen ke bajaye is mein arq e gulab shamil kar lein. Chehre aur gardan par achi tarah lep karein aur 10- 15 minute baad dho lein.
Whiting Mask
Almond --------- 1 tsp grind
Jo ka aata-------- 1 tsp
Arq e gulab ---------- ¼ tsp
Khashkhas---- 1 tsp
In tamam chezon ko mila kar paste bana lein. Zaroorat ho to mazeed arq e gulab shamil kar lein, chand minute chere par laga rehne dein bhir halke hath se utar dein.
Whiting Lotion
Haldi (turmeric powder) ---------- 1 pinch
Khira ka ras(Cucumber juice) ------------ 1 tsp
Multani mitti ----------------- hasb e zaroorat
Badam ka tail Le kar is mein hasbe zaroorat milayein aur chehre par lagayein 10 minute baad dho lein rungat nikhar jaye gi.

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Face Polish Method in Urdu (Skin Polish ka Tareeqa)”
Post a Comment